Draupadi ka vastraharan
dushasan ko pada bhari
Draupadi ka vastraharan
dushasan ko pada bhari
saari mein saari
parag saari!
Joron ki baarish
makes u wonder...
zoron ki baarish
makes u wonder...
is this what they call..
taste the thunder!
Manoj named Kapil,
Paaji was very brave
Manoj named Kapil,
Paaji was very brave
palmolive da jawab nahi
boy he had a close shave!
Har taraf tera jalwa
har taraf tera jalwa
from VT to churchgate
from Dadar to Kalva
Jab tota hua dirty
tote se boli myna
Jab tota hua dirty
tote se boli myna
don't u worry
surf excel hai na!
Prabhakar ki kahani
wonder ki baat hai,
Prabhakar ki kahani
wonder ki baat hai,
sach kya hai
yeh to andar ki baat hai!
ladka bola :
kash ein hasinao ke baap mar jate,
bahana gam ka hota, hum inke ghar to jaate.
Ladki boli:
Bewkoof, Yeh bolana bhi paap hoga,
kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga.
Irshaad.....Irshaad..............
Ladki boli:
Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi,
Mohabbat ek se hoti hai, hazaaron se nahi.
Ladka bola :
Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga,
Mohabbat agar ek se hogi to hazaron ka kya hoga.
Irshaad....Irshaad...................
Bewafa sanam se to cigrattee achi hai,
Bewafa sanam se to cigrattee achi hai,
Dil jalati hai, par hoto se to lagti hai.
-


No comments:
Post a Comment